Facebook Yorumları
  • comment image

    refugee isimli bollywood filminin soundtrack'inden bir şarkı

    raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai
    uski naram kirnon ki roshni mein tumko dekhta hoon to dil dhadak sa jaata hai
    dil dhadak sa jaata hai

    tum kahan se aayi ho kis nagar ko jaaogi

    sochta hoon main hairaan
    chaand jaisa ye chehra
    raat jaisi ye zulfein
    hai jagayein sau armaan
    ek nasha sa aankhon mein dheere dheere chhaata hai
    raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai
    uski naram kirnon ki roshni mein tumko dekhta hoon to dil dhadak sa jaata hai
    dil dhadak sa jaata hai
    meri is tanhaai mein mere is veerane mein

    rang leke tum aayi
    phir bhi sochta hoon main
    kya yahan tum sachmuch ho
    ya ho sirf parchhaai
    khwaab jaisa banta hai aur toot jaata hai
    raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai
    uski naram kirnon ki roshni mein tumko dekhta hoon to dil dhadak sa jaata hai
    dil dhadak sa jaata hai
    raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai

    (sine qua non - 7 Şubat 2011 14:29)

Yorum Kaynak Link : raat ki hatheli