Oyuncular
  • "(bkz: ye yo)"
  • "jeff buckleynin yorumladigi nusrat fateh ali khan sarkisi. bu yeni yayinlanan live at sin-e kayitlarinda inanilmaz bir performansla soylenmistir."
  • "dinlerken jeff buckley sizden habersiz ciğerinizi söküyormuş izlenimi veren parça."




Facebook Yorumları
  • comment image

    live at sin e'de jeff buckley yorumunu dinleyebileceğimiz bir nusrat fateh ali khan şarkısı.
    jeff, söylemeye başlamadan önce "nusrat is my elvis" diyor ve anlatıyor ona olan hayranlığını. söylemek zorundayım ki mal konser halkı pek anlamıyorlar bu sevgiyi. "bu nası ses ulan ahuah" tarzı hayvanca kahkahalara sahne oluyor ortalık ve şarkının devamında bütün kafenin şaşkına döndüğünü hissedebiliyorsunuz.

    tam bu sırada farkediyorsunuz ki aslında nusrat ile jeff aynı kişi. "ruh ikizi" biraz eksik bir kavram kalıyor onların yanında; onlar daha çok "aynı ruh". bedenleri arasındaki yollar uzak, kalpleri arasında yol dahi olmayan iki ruh.

    şarkının sözleri, ingilizce tercümesiyle birlikte:
    saqi ki har nigah pay bal kha k p gaya
    lehroon say khailta hoa lehra k p gaya
    dancing to every look of the wine-giver, i drank
    playing with the waves, i drank
    ey rehmat-e-tamaam meri har khata muaf
    mein intiha-e-shouq (mein) say ghabra k p gaya
    o lord, forgive my sins
    that i was afraid, but still with great pleasure, i drank
    peta baghair izm yeh kab thi meri majaal
    dar pardah chashm-e-yaar ki shay pa k p gaya
    that i would drink without prerogative, when did i have such courage?
    with the acquiescence of my lover’s veiled eyes, i drank

    paas rehta hai duur rehta hai
    koi dil mein zaroor rehta hai
    close to me, far from me
    someone surely lives in my heart
    jab say dekha hai un ki aankhon ko
    halka halka suroor rehta hai
    since i have seen her eyes
    this mild inebriation remains with me

    aisay rehtay hein koi mere dil mein
    jaisay zulmat mein noor rehta hai
    she lives in my heart
    like light lives in darkness
    ub adam ka yeh haal hai har waqt
    mast rehta hai chuur rehta hai
    now is the state of this man that all the time
    i remain enraptured, broken

    yeh joh halka halka saroor hai
    yeh teri nazar ka qasoor hai
    this mild intoxication
    it is the fault of your gaze
    k sharab peena sikha diya
    tairay pyar nai, teri chaah nai
    that you have taught me how to drink
    with my desire, my longing for you

    teri behki behki nigaah nai
    mujhay ik sharabi bana diya…
    your flirtatious looks
    have made me a lover of wine

    sharab kaisi, khumaar kaisa
    yeh sub tumhari nawazishein hein
    what a drink, what a high
    these are all your gifts
    pilai hai kiss nazar say tu nai
    k mujhko apni khabar nahi hai
    how you have made me elated with your looks
    that i am not even aware of myself

    teri behki behki nigah nai
    mujhe ik sharabi bana dia
    your flirtatious looks
    have made me a lover of wine

    sara jahan must, jahan ka nizam must
    din must, raat must, saher must, shaam must
    the whole world is exhilarated
    day, night, morning and evening
    dil must, sheesha must, sabu must, jaam must
    hai teri chashm-e-must say her khaas-o-aam must
    the heart is intoxicated, so is the mirror, the glass and even the wine itself
    your captivating eyes have made everything delirious

    yoon to saqi her tarah ki tere maikhane mein hai
    woh bhi thori si jo in aankhon k paimane mein hai
    every kind of wine resides in your cellar
    and then there is that look in those eyes as well
    sub samajhta hoon teri ishwa-kari ay saqi
    kaam karti hai nazar naam hai paimane ka.. bus!
    i understand your cleverness well
    it is the fault of your gaze, but the blame is put on the wine

    teri behki behki nigah nai
    mujhe ik sharabi bana diya
    your flirtatious looks
    have made me a lover of wine

    tera pyar hai meri zindagi
    tera pyar hai meri bandagi
    to love you is my life
    to love you is my bondage
    tera pyar hai bas meri zindagi,
    tera pyar hai bas meri zindagi
    to love you is my life,
    to love you is my life

    na namaz aati hai mujhko, na wazoo aata hai
    sajda kar leta hoon jab saamnay tu aata hai
    not prayer nor ablution do i know
    i prostrate when before me you come

    bus meri zindagi tera pyar hai
    my life is only my love for you

    mai azal say banda-e-ishq hoon,
    mujhe zohd-o-kufr ka gham nahin
    i am a true lover
    with no fear of the hereafter
    mere sir ko dar tera mil gaya
    mujhe ab talash-e-haram nahi
    now that my head has found your mat
    no need have i to search for heaven
    meri bandagi hai wo bandagi
    jo muqeed-e-dair-o-haram nahi
    my bondage is to that spot
    which is tied to no sacred place
    mera ik nazar tumhein dekhna
    ba khuda namaz se kam nahi
    my taking one look at you
    by god is equal to prayer

    bus meri zindagi tera pyar hai
    bus meri zindagi tera pyar hai
    my life is only my love for you
    my life is only my love for you

    tera naam loon zubaan say,
    tere aagay sir jhuka doon
    to take your name,
    to bow down before you
    mera ishq keh raha hai,
    mein tujhe khuda bana doon
    my ardor tells me,
    to make you my god
    tera naam mere lub per,
    mera tazkara hai dar dar
    with your name on my lips,
    i remember you every where
    mujhay bhool ja'ay dunya,
    mein agar tujhe bhula doon
    the world will forget me,
    if i forget you
    mere dil mein bus rahe hein,
    tere bepanah jalwe
    in my heart reside,
    your many glories
    na ho jiss mein noor tera,
    woh charagh hi bujha doon
    that candle which has not your light,
    will be put out by me

    jo pucha k kis tarah hoti hai baarish,
    jabeen se paseene ki boondein gira di
    when i asked how rain happens
    from her forehead, she dripped a few beads of sweat
    jo pucha k kis tarah girti hai bijli,
    nigahein milaein mila kar jhuka dein
    when i asked how lightening falls
    she met my eyes, and then lowered her lids
    jo pucha shab-o-roz milte hain kaise,
    to chehre pe apne wo zulfein hata deein
    when i asked how night and day come together
    she moved the hair away from her face
    jo pucha k naghmon mein jaadu hai kaisa,
    to meethe takallum mein baatein suna deein
    when i asked about the magic in music
    she whispered a few things sweetly
    jo apni tamanaon ka haal poocha,
    to jalti howi chand shamein bhujha deein
    of my own desires when i inquired
    quickly, she snuffed some candles
    main kehta reh gaya khata-e-mohabbat ki achi saza di
    and i was left saying, what a punishment for the sin of loving

    mere dil ki dunya bana kar mita di, acha!
    after inhabiting my heart’s world, you destroyed it
    mere baad kisko satao gay,
    mujhe kis tarah se mitao gay
    kahan ja ke teer chalao gay
    who will you torment after me?
    how will you obliterate me?
    where will you direct your arrows?

    meri dosti ki balaein lo
    mujhe haath utha kar duaein do,
    tumhein ek qatil bana diya
    thank my friendship
    raise your hands and bless me
    that i have made you a murderer

    mujhe daikho khuwahish-e-jan-e-jaan
    main wohi hoon anwar-e-nim jaan
    look at me, desire of my life’s life
    that i am that same man

    tumhain itna hosh tha jub kahan
    na chalao is tarah tum zaban
    when did you ever have such self-awareness
    don’t argue with me like this
    karo mera shukriya meherban
    tumhein baat karna sikha diya
    in fact, be grateful
    that i was the one who taught how you to speak

    yeh jo halka halka saroor hai,
    yeh teri nazar ka kasoor hai
    kay sharab peena sikha diya
    this mild intoxication
    it is the fault of your gaze
    that you have taught me how to drink


    (dusessek - 19 Kasım 2007 14:57)

  • comment image

    jeff bunu soylerken arkadaki estetikten nasibini almamis bazi dingil amerikalilarin gulduklerini duyarsiniz. sinirden geberirsiniz, tekme tokat dalmak istersiniz onlara. yanlis yerde dogmussun jeff...


    (somogobedi - 9 Mayıs 2009 00:06)

  • comment image

    alkol kullanmadiginizi bilen, gozlerine hayran oldugunuz hatun kisi telefonunuzu elinizden alip arar, bulur: "beni hatirladikca dinlersin." der.

    ye jo halka halka suroor hai
    yeh teri nazar ka kusoor hai
    ke sharaab peena sikha diya
    ke sharaab peena sikha diya

    ye jo halka halka suroor hai
    ye teri nazar ka kusoor hai
    ke sharaab peena sikha diya
    ke sharaab peena sikha diya
    tere pyaar ne teri chaah ne
    teri behki behki nigaah ne
    mujhe ek sharaabi bana diya
    ke sharaab peena sikha diya

    sharaab kaisi, khumaar kaisa
    yeh sab tumhari nawazishen hain
    pilayi hai kiss nazar se tu ne
    keh mujh ko apni khabar nahin hai
    tere pyaar ne teri chah ne
    teri behki behki nigaah ne
    mujhe sharabi bana diya…
    ke sharaab peena sikha diya

    tera piyaar hai meri zindagi
    tera piyaar hai meri zindagi
    bus meri zindagi tera pyaar
    bus meri zindagi tera pyaar hai

    mere baad kiss ko sataao ge
    mere baad kiss ko sataao ge
    mujhe kis tarha se mitaao ge
    mujhe kis tarha se mitaao ge
    mujh ko tou barbad kiya hai
    aur kisay barbad karoo gay
    roo roo kay faryad karoo gay
    aur kisay barbad karoo gay
    mujhe sharabi bana diya…

    teri ye ada ye berukhi
    keh rahi hum se ke aur pee
    ke sharaab peena sikha diya
    mujhe sharabi bana diya…

    mast mast mast saara jahaan mast
    mast mast mast kul kainat mast
    mast sahr mast shaam mast raat mast
    mast mast mast kul kainat mast
    mast mast mast saara jahaan mast
    mast mast mast kul kainat mast
    mast sahr mast shaam mast raat mast
    mast mast mast kul kainat mast


    (sirjohn - 12 Ağustos 2016 16:55)

Yorum Kaynak Link : yeh jo halka halka saroor hai