Facebook Yorumları
  • comment image

    hint değil pakistan müziğiymiş. qawwali olabilir. sözlerinin latin alfabesiyle ifadesi şöyle:

    [ıntro: atif aslam]
    "kismat mein meri, chain se jeena likh de
    doobey na kabhi, mera safina, likh de
    jannat bhi gawaarah hai, magar, mere liye
    ae kaatib-e-taqdeer, madina, likh de..

    [verse 1: atif aslam]

    tajdar-e-haram
    tajdar-e-haram
    ho nigaah-e-karam
    tajdar-e-haram
    ho nigaah-e-karam
    hum gareebo ke dil bhi, sawwar jaayenge
    haan miy-e-bekassa kya kahega jahaan
    haan miy-e-bekassa kya kahega jahaan
    aap ke dar se khaali agar jaayenge..
    tajdar-e-haram
    tajdar-e-haram

    [verse 2: atif aslam]

    koi apna nahi, gham ke maare hai hum
    aapke dar pe fariyaad, laaye hai hum
    ho nigaah-e-karam
    warna chaukhat pe hum
    ho nigaah-e-karam
    warna chaukhat pe hum
    aapka naam le le ke, mar jaayenge..
    tajdar-e-haram
    tajdar-e-haram

    [verse 3: atif aslam]

    kya tum se kahu
    ae rab ke kunwar
    tum jaante ho mann ki batiya
    daar-e-furkat, toh aaye ummi-laqab
    kaatey na kat ti ab rattiyan

    tohri preet mein sudh budh sab bisri
    kab tak rahegi yeh bekhabari
    gaahe big-haan duzdeedah nazar
    kabhi sun bhi toh lo humaari battiyaan

    aapke dar se na koi khaali gaya
    aapke dar se na koi khaali gaya
    aapke dar se na koi khaali gaya
    apne daaman koi bhar ke sawaali gaya
    o... apne daaman koi bhar ke sawaali gaya
    ho habeeb-e-hazeen ho habeeb-e-hazeen par bhi aaqa nazar
    warna auraq-e-hasti bikhar jaayege...
    ho habeeb-e-hazeen ho habeeb-e-hazeen par bhi aaqa nazar
    warna auraq-e-hasti bikhar jaayege...

    tajdar-e-haram
    tajdar-e-haram

    maikasho aao aao, madine chaley
    madine chale..
    madine chale..
    madine chale..
    maikasho aao aao, madine chaley
    madine chale..
    madine chale..
    madine chale..
    aao madine chale aao madine chale
    ısi mahine chale, aao madine chaley
    aao madine chale aao madine chale
    ısi mahine chale, aao madine chaley

    [verse 4: atif aslam & choir]

    tajallio ki ajab hai fizaa madine mein
    tajallio ki ajab hai fizaa madine mein
    nigah-e-shauq ki hai intehaa madine mein
    nigah-e-shauq ki hai intehaa madine mein
    gham-e-hayaat na khauf-e-kazaa madine mein
    gham-e-hayaat na khauf-e-kazaa madine mein
    namaaz-e-ishq karenge adaa madine mein
    namaaz-e-ishq karenge adaa madine mein
    barah-e-raas hai rah-e-khuda madine mein..

    aao madine chale
    aao madine chale
    ısi mahine chale, aao madine chale

    maikasho aao aao, madine chaley
    maikasho aao aao, madine chaley

    tast-e-saaqi ye kausar se peene chaley
    tast-e-saaqi ye kausar se peene chaley
    yaad rakho agar, yaad rakho agar
    yaad rakho agar, yaad rakho agar
    uth gayi ek nazar
    jitne khaali hai sab jaam bhar jaayenge
    yaad rakho agar, uth gayi ek nazar
    jitne khaali hai sab jaam bhar jaayenge..

    tajdar-e-haram
    tajdar-e-haram

    [verse 5: atif aslam & choir]

    khauf-e-toofan hai, bijlio ka hai dar
    khauf-e-toofan hai, bijlio ka hai dar
    sakht mushkil hai aaqa, kidhar jaaye hum
    sakht mushkil hai aaqa, kidhar jaaye hum

    aap hi gar na lenge, humaari khabar
    hum museebat ke maarey kidhar jaayenge
    aap hi gar na lenge, humaari khabar
    hum museebat ke maarey kidhar jaayenge
    tajdar-e-haram
    tajdar-e-haram

    [outro : atif aslam & choir]

    ya mustafa
    ya mujtaba
    erahum lana
    dast-e-hama
    bechaara rah
    daama tuhi
    daama tuhi
    mann aasiyam
    mann aajizam
    mann bekasam
    haal-e-mara
    pursan tuhi, pursan tuhi, pursan tuhi, pursan tuhi
    ae mujhtabe zumbar fishah
    paike naseem-e-sub hadam
    aye chargaar, ınsa-nafas
    aye munshe beemar-e-gham
    aye qaasid-e-parkhandapaye
    tujh ko usi gul ki kasam
    ınnal tayaree hass saba
    yauman ila-ardil-haram
    balligh salaami roza tann
    fi-han nabi-al-mohtaram

    tajar-e-haram, ho nigaah-e-karam
    tajar-e-haram, ho nigaah-e-karam
    hum ghareebon ke din bhi sanwar jaayenge
    haami-e-bekassan, kya kahega jahaan
    haami-e-bekassan, kya kahega jahaan
    aapke dar se khaali agar jaayenge...
    tajdar-e-haram
    tajdar-e-haram
    tajdar-e-haram..."


    (yaren - 13 Ağustos 2018 21:00)

Yorum Kaynak Link : tajdar-e-haram